Aik Derwesh Aur Aik Badshah SMS Messages in urdu and hindi
- Aik Din aik derwesh bazar me betha tha,,,
Badshah ne pocha:
“Bhai kya kr rahy ho?”derwesh ne kaha:
“Bando ki Allah se sulha krwa raha hon.
Allah to man raha hay magar bandy nai maan rahy…”Kuch Dino bad derwesh kabrastan me betha tha.
Badsha ne kaha:
“Bhai kya kr rhay ho?”derwesh ny kaha:
“AllAH ki Bandon se sulha krwa raha hon…
Magar Aj bande tu man rahe hain ALLAH nai man raha”
“Think abt it”
.gif)