happy new year poetry sms in hindi urdu
Aik Baar To Milney Chale Aao December janey Wala Hai-
Kesa Guzra Haiy Ye Saal Batao, December janey Wala Haiy-
Khush Ho Jao K Milne Ka Saal Aa Raha Hai Phir-
Yun Na Aansu Bahao December janey Wala Hai-
Shayad Ab Kyy Baras Bhi Wo Loot Kar Na Aaye-
Tanhaiyo Abi Chor Ky Na Jao December janey Wala Haiy-
Ye Kya K Raat Din Uski Yaad Me Dube Rehna-
Na Gham Ki Barish Me Nahao December janey Wala Hai-
Ay Mere Dukhon K Saathiyon Khush Ho Jao-
Apne Apne Gharon Ko Sajao December janey Wala Hai-
Kya Pata Phir December Aye Na Aye-
Meri Maano Ab Tum Loat Aao December janey wala Hai-
“HaaaN DecembeR janE WalA HaI”.
Its a Very Very Happy New Year 2012