1…….Sheikh ki Dukan me likha tha:
‘Udhaar sirf 80 se 90 Saal ki Umr k logon ko dia jay ga, . . . . .
wo b Un k waliden se pooch kar
2……..Faqeer to Sheikh: Aap k parrosi ne mujhey pait bhar kr khana khilaya hai,aap bhi kuch de dein.. SHEIKH: Ye lo “HAJMOLA…”;->
3…….Sheikh ka beta: abba 2 Rupees de
Abba: nahi dunga
Beta:
abba de de doodh walay ki aur amma ki aik bat bataonga
Abba: ye lay 5 Rps jaldi bata
Beta: doodh wala amma ko bol raha tha k abhi tak mahinay k paisy nhi diye kal se doodh nhi milega
Moral: Sirf sheikh hi [...]
4…………Sheikh dhobi se Istari k kitne lo ge?
Dhobi:15 rupay,
Sheikh 15 rupay rakh kar istari utha kar bhag gaya…
Geo Sheikho…
5………..Sheikh Ka Beta: Abu 5 Ropay Do Na
Abu: Nahin Dun Ga Beta:
Abu Day Do, Doodh Walay Aur Ami Ki Ek Baat Bataun Ga..
Abu: Ye Lo 10 Rupay, Jaldi Batao..
Beta: Doodh Wala Ami Ko Bol Raha Tha K Abhi Tak Is Maheenay K Pesay Nahi Diay KaL Say Doodh Nahi Milay Ga [...]
Incoming search terms:
- kanjus aqwal e zareen in roman english
- pesay wala sms urdu
- kanjoos sms urdu
- roman shaikh sms
- shaikh kanjoos
- sheikh kanjoos sms
- sheikh sms messages
- shekh msg in hindi