Roza Na Lagne Ki Behtreen Dua
Al-Samosal lazizina,
Wal Kabaab-ul Kofta,
Wa Haleem-ul Biryaani,
Inna Murgi,
wa Chaanp-ul
Nahari-al-Machli-ul-Shirmaal.
Ya Peppsi-unn-Yaa Peppsi
Aaameen
Garmiyon main Roza Na lagne
Garmiyon main Roza lagnay say bachnay
k liye yeh dua parhni chahiye
.
.
.
.
.
Ya Meray Allah
Meno Roza na Laggay
Sub Keh Do
Aaameen
Yaa ALLAH ham tujh se Hi mangte hain
Yaa ALLAH ham tujh se Hi mangte hain.
esi Mu-AaFI jis k bad GUNAH na ho,
esì HIDAYT jis k bad GUMRAHI na ho,
esi RAZaA jis k baad NAaRAZGI na ho,
esi REHMAT jisk baad AZAB na ho,
esi KAMYABI jisk baad NAKAaMI na ho,
esi IZzAtT jis k baad ZILLAT o Ruswaai na ho,
Yaa ALLAH mujhe Dunya aur AKHIRAT ki ZILLAT se bachaa
Aur aane wale dinon main
Kamyabi o Kamrani ATTA frma
Yaa ALLAH Meri Dua,
Mere Aur Mere Is Dost k
Haqq Main Qabool Farmaaa
Aaameen
The Holy month of Ramadan
The Holy month of Ramadan has Come
with countless blessings of
Allah almighty enabling the Muslims to
pay apologies for the conscious and unconscious
wrong deeds and gather pleasures of
this life and the next one.
ALLAH Hum sub Ko Is Babarkat Maheene
Ka Ehtraam Karne Ki Taufeeq Atta Farmaaye
Aaameen