Gunahon se Maafi Aur Gunahon se Tauba

Posted:

  • Gunahon se Maafi Aur Gunahon se Tauba

    Wohi
    ‘RAB’
    hy jo humen subha gehri Neend se jagaata hy!
    Us insaan ko jo saara din
    ‘ALLAH’
    ki na Farmaniyan karta hy
    Kabhi Naach, Gana, Jhoot, Sood, Zina
    Kbi kch kbi kch!
    aOr jab rat hoti hy to hamen payari nened,,
    sula deta hy aor aise sulaata hy,
    jese saara din ek b Na-Farmani na ki ho
    Haanlaan k Zameen phukaar uthi,
    Pahaarr ro pare,
    Ya
    ‘ALLAH’
    ye kia ho rha hy tu inko pakarta q nai?
    Tu inko marta q nai?
    Ijazat de hum in ko safa e hasti se mitta dain
    ‘ALLAH Paak’
    Farmata hy khamosh raho!
    Main Apne Bande ki
    ‘TAUBA’ ka intezar kar raha hun
    Kai to yeh Apne Gunahon ki
    ‘TAUBA’ karega
    Kbi to
    ‘TAUBA’ karega.
    GOOD MORNING.

people searches as:
  • gunahon se tauba sms
  • zina se tauba ka kafara
  • Tauba tauba gunaho se sms
  • taubA message
  • Tauba ki maafi sms
  • Tauba hadis sms
  • taoba Maafi
  • sood ki maafi