Koi waqt purana yaad aya
Best Yaad SMS Collection In Urdu
Koi waqt purana yaad aya
Phr guzra zamana yaad aya
Phr chaak se un dewaron pr
Kuch likh kr jana yaad aya
Kbi aisa b tu hota tha
Mai tujh se milne aata tha
Jb wapis aane lagta tha
tera hath hilana yaad aya
Wo milna peepal ki chaon me
Tera sar rakhna mere kaandhe pr
Mera wo kehna koi dekh na le
Tera wo gabrana yaad aya
Phr waqt giya Lamhe beetey
Ab her janib tanhai hai
Bus aik hi manzar aankhon me
Tera chor k jana yaad aya.
Incoming search terms:
- Wo milna pipal ki chaon main UrduPoetry com
- koi waqt purana yaad aya ghazal
- jb chaut lagi to ye jaana shayri
- madina pak shairy in urdu
- yaad shayari
- urdu yaad sms
- purana w aqt yaad aaya shayri
- teri yaad shayari hindi



Comments