Rabi ul Awal Mubarak Sms Shayari

Posted:

  • Hazrat Ali (A.S)
    se sawal kiya gayaa:
    Kis tarah pta lgaya jaye k,
    kisi bhi insan pr aany wali museebat saza hy????
    ya phir us k liye koi aazmaish?????
    Hazrat Ali (A.S) Farmaaaty hain k…
    (((((Jo “museebat insan ko Allah se “dor” kar day wo saza hoti h,,,
    aur jo museebat insan ko Allah ke “qareeb” kar day wo azmaish h,,,))))
    Rabi ul Awal Mubarak Ho
  • <= PYARI DUA =>
    Karm Mangta Hoon, Attaaa Mangta Hoon,
    ILAHI me tuj se Dua Mangta Hoon,
    <—->
    Attaaa kar tu Shaane Kareemi Ka Sqdaaa,
    Dilaa de ILAAAHI Raheemi Ka Sdqaaa,
    <—->
    Na Mangoonga Tujhsey, To Maangoonga KisSey,
    Teraaa Hoon Tujh e sey Dua Mangtaa Hoon,
    <—->
    Jo Muflis Hn Unko Tu Daulat Attaaa Kar,
    Jo Beemaaar Hen Unko Tu Sehat Attaaa Kar,
    <—->
    Mareezon Ki Khaaatir Shifa Maaangtaaa Hoon,
    Tera Hoon Men Tuj se Duaaa Mangta Hoon..
    <—->
    Karm Mangta Hoon, Attaaa Mangta Hoon,
    ILAHI me tuj se Dua Mangta Hoon,
    Aamin
  • Happy 12 Rabi ul Awal Sms:
    Kiyya Likhoon Hamd Us Khuda Ki…Lafzon Mein
    a<<<<ey Iqbal>>>>
    Jo Na Maangoon main To Attaa Krta Hai,,
    Aur jo Maang Lon To Be_Hisaab Detaaa Hai.
    Happy 12 Rabi ul Awal
  • Meri Ye Dua Hai Khudaa Sey…
    ******
    ******
    Baarish ki tarah tujh py barasti rahain khushiyan…
    ^^^^^
    Har boond teray dil sey hr gham ko mitaaa dy…
    Ameen*
    2 Rabi ul Awal Mubarak Ho
people searches as:
  • 12 rabi ul awal ilahi
  • urdu shayri musibat