Shayari In Urdu

Posted:

  • Urdu Shayari Bewafa:
    Rfaqaton ki haseen rut me,
    muhbton k gulaab saary,
    wafaa ki Doori sy bandh rakhna,
    K Raaston mn bikhar na jaain,
    K aik raasty k do musafir,
    Khayaal rakhna bichar na jaaen,
    Jinhy dil se pooja,
    jinhe dil se chaha,
    kise hai khabar k kahaan chor jaaen..??

  • Yaad Urdu Shayari:
    Yeh jhilmilaaty sy chaand taary,
    Yeh muskaraaty sy phool saary,
    Neelgun se ye rang-e-fitrt,
    Shafaq ki laali subah ka aanchal,
    Gulaabi mosam yeh Urrty baadal,
    Gawah hen meri muhbton kay,
    Faqat hy itna hi tum sy kehna,
    Mjy wfa ki sza na dena
    K Yad rkhna hamesha mjko
    KABHI TUM MUJH KO BHULA NA DENA.

  • Sad Urdu Shayari:
    Ye shishon ke sapne,
    Ye dhaagon ke rishte,
    Kise he khabar k kahan toot jain,
    Muhabbt k darya main tinkay wafa k,
    Kise hai khabar k kahan doob jain,
    Ajab dil ki basti,
    Ajab dil ki haalat,
    Hr ik morr mausam nayi chaahton ka,
    Lagaye hain hum ne bhe sapno k poday,
    Mgr kya bharosa yahan barishon ka,
people searches as:
  • shayari on rfta rafta
  • urdu shayari sad love sms
  • www dardvary sayeri com