Sunehri Aqwaal
Sunehri Aqwaal:
Jo shakhs Allah se darta hai woh kabhi badla nahi leta.
Hasad karnay wala maut se pehley mar jaata hai.
Kisi per aitamaad na karo, jab tak usay ghussay mein na dekh lo.
Maut ko yaad rakna nafs ki tamaam bemarioan ki shifa hai.
Khushi insaan ko itna nahi sikhati jitna ke gham.
Sachayi ek aisi dawa hai jis ki lazzat karvi, magar taseer meethi hai.
Incoming search terms:
- sunehri aqwal
- golden words sms
- golden words in urdu
- aqwal zareen sms
- nice aqwal
- aqwal-e-zareen sms
- Sunahri aqwal
- sunehri aqwal in urdu



Comments