Tution Parhane K Liye

Posted:

1 class ka bacha apni Miss se kehta he
Mein apko kesa lagta hon
Miss: so sweet
Bacha:To phir mein apne ammi abbu ko
Aap k ghar kb bhejn
Miss: wo q
Bacha: Taaky wo humari Bat aage chalaen
Miss: ye kya bakwas hy
Bacha: Tution parhane k lye. miss ap b na
Qasam se cable dekh dekh k khrab ho gai hain