Urdu Shayari SMS, Best Urdu Ghazal SMS
Pyar se dosti ker ke dekha,
Pyar se mohabaat ker ke dekha,
.
Pyar ko chahat ki nazaaro se dekha,
Pyar ko ulfat bana ker dekha,
.
Na woh dosti hain na woh mohabaat,
Naa woh chahat hain na woh ulfat,
.
Pyar dillon ki dhardkan hen,
Shayar ki shayari kahe,
.
Pyar insaan ki dewaangi hen,
Kavi ki kavita kahe,
.
Pyar ibaadat hain,
Pyar hi inayaat hen,
.
Pyar se bandha hain har insaan,
Aur pyar se hain mehffoos yeh jahan,
.
Pyar ka na koi rang na koi roop hota,
Pyar ka na koi wajood hota,
.
Pyar ka na koi apna na paraya hota,
Pyar sirf pyar hi hota,